11 din ka sevamala kryakram sampann huwa.

Jay sevalal

   Kal 04-02-2015 ko Bharat banjara bhakti sevamala samiti Karnataka.
Shampurhalli tanda me 11 din ka sevamala kryakram sampann huwa.
B.B.B.S.S Karnataka ke sri sevamala dharan guru. Sri. Hirakanth gannu Rathod  unhone tanda tanda se aaye huye bhaktadi logoko apne hanto se sevamala dharan karte huye kaha
Sri dharam guru sevabhaya ki Sevamala ke margh darshan karte huye kahi saare niyam palan karne ke bareme kahagaya.

Is 11din ki sevamala dharan karne ke liye aaye huye Wadi (sevalal nagar) shampurhalli, Balgera (hiramani tanda)  hobanaik tanda, bhimanaik tanda, thandgundi, laxmipurwadi, yegapur mota tanda(shivnagar) Arkera(b) basanthpur, keshapaslli, ramnagar(wadi) hankera, basappagudi, bharpet tanda (Chittapur) malkhed road tanda aur
Anya tanda ke  log aakar sevamala dharan kiya huwa.

Pracharak:- goar Raviraj S. Pawar
Gbss of india swayam sevak.
Bharat banjara bhakti sevamala samiti
Sevamala dhari bhakt.
08976305533