Dosto jay shiv sevalal.
Dosto ab waqt aagaya hai ki hum fhirse ek hokar fhir ek baar “gour banjara” kahalana pasand karenge aour apne sahayogi anny banjara samaaj ko bhi hum saath lekar aage badenge to vo bita yug fhirse aayega.
aour hum ek hokar swaabhimaan ke saath vyaapaar vevsaay fhirse shuru kar apne samaaj ke 90 pratishat gor garib ko saath dekar aage laasakte hai.
unko hum swaabhimaan ke saath jine ki raah bataate huve vyaapaar vevasaay karneke liye sahi raah bata sakte hai. Is liye hume ek hone ki jarurat hai aour ek matse ek hi lakshy par chalneki jarurat hai. Dosto “gor banjara sangharsh samiti” shirfh aour shirfh samaaj ke bhalai ke liye bani hai aour ye samiti ke sadashy raajnit aour swaarth mukt tan man dhan va samay dekar samaaj hitme kaam karnewaale swayam sevkounki samiti hai. Hamaara naara hai “judo gbss se aour jodo samaaj ko” Raviraj t Rathod sanyojak gbss. Sampaadak Raj-banjara.