Kal 13-12-2015 ko Rastriya banjara sayukth mahasamiti ki baitak sampan huyi. RAVIRAJ PAWAR

image

Jay sevalal
Kal tarikh 13/12/2015 ko rastriya banjara sayukth mahasamiti ki baitak sampan huyi.
Is baitak me banjara samaj ki anek sanghtan, samiti, sansthawo ke mukya padhadikariyo ko aamantrit kiya gaya tha.
Yaha baitak banjara samaj ke udhyog va rastriya banjara parishad ke pramukh sri. Kishanrao rathod ji ke vashi karyalaya pe rakhigayi thi. Is baitak ki suruwat kishanrao ji karte huye is baitak ki adhyaksha sri. Raviraj ji rathod sanyojak gor banjara sanghrsh samiti bharat tatha pradhan sampadhak raj banjara. Ko srava sammathi se diya gaya va upastit saare logo ne unka swagat karte huye baitak ki suruvat ki.

Kishanrao ji rathod ne aaye huye sabhi manyavaro ko pusph dekar swagat kiya aur is baitak ko aage badate huye sabne apna apana prichaye diya.
Baitak ke adhyaksha sri. Raviraj rathod ji ne apna prichaye dete huye rastriya banjara coare camity ghatit karne ka udhesh batate huye saare sanghatan ke pramukhoko coar camity ki agali baitak par suzav dene ke liye kaha.
Jispar saare pramukh apne apane sujhav dete huye anekh baato par charcha karte huye samaj hitme kaam karne vaale saare sanfhatan pramukho ko ek karne va kahi sawalopar charchaye huyi aur anth me coar camity ki mumbai me baitak ki tarikh taye karne ke liye agali baitak thane ki shashkiye vishram grah  me 20 december ko subh 10:30 baje rakkhi gayi hain.

Is bich samaj ke sabhi padhadikariyo ka ek hi kahana hain tha ki rastiya banjara coar camity ka ghatan saare samaj sevi sanghatan ko ek jagha laane ke liye bahut accha priyah hain.

Kishanrao rathod ji ne apne vichar vekth karte huye kaha raviraj rathod ji ke nitrutva me goar banjara shangharsh samiti ke samaj hit ke kaam va coar camity ke ghatan va uddhesh ko dekhte huye hum prabhavi hokar aap sabka saat judkar kaam karne ke liye utsak hain aur saare sanghatan ko ek karne va pahuraghad me saare sanghatan va samaj ke liye hum vishal bhavan ka nirman kar rahe hain.
Vaha samaj ke saare logoke liye saari suvidha hogi aur aane vaale saal ram navmi ko
Vaha bhavya karyakaram rakhne ki baat kahi hain.
Is baitak me sri. Raviraj rathod sanyojak GBSS. Bhishanrao ji rathod udhyogh va rastriya banjara parisad ke adhyaksha.
Radhesham ade rastriya sanghatan sachiv bharatiya banjara karamchari seva sangh, Aatmaram ji jhadav rastriya banjara tiger adhyaksha, Ramrao bhatgavkar,
Homkar jadhav, vakhil Ramesh rathod pune, Jaysingh B. Jadhav surat gujrat, dr.Ganesh rathod navi mumbai,
Adv.Rameah rathod navi mumbai, Tulsiram rathod navi mumbai, gor.Prakash rathod swayam sevak,
Raviraj S. Pawar swayam sevak, gor.Gukhul rathod pune, Ashok rathod, satish rathod ptrakar, va anya upastith kahi manyavar upastith the.

Pracharakh:-
Gor. Raviraj subhash pawar
Goar banjara shangharsh samiti (Swayam sevak)
Banjara online news portal
Website: www.banjaraone.com
Phone: 08976305533

image

image

image

image

image

image